Jis kadar zameen aasman

Jis kadar zameen aasman ka milna mumkin nahi..
aisi hi kuch saza paa gayi hu tere pyaar mein..
to kar chalein missalein kayam dooriyon ki...
mai zindagi bhar pyaasi rahungi...
aur tum yuhin baraste rehna..

Comments

Popular posts from this blog