Sab kuch milta hai bas ek
Sab kuch milta hai bas ek “khudai” ke siwa,
zindagi bahut pasand aayi ek “ruswai” ke siwa,
meri chahat ka ehsas bhi na kar sako ge tum,
us ki har ada pasand hai ke “bewafai” ke siwa.

Comments
Post a Comment