Apne khwabo ki tabir

Apne khwabo ki tabir ki khatir Meri chhota sa sansar kyon ujar dala Yad kar wo din ek isara par maine Bhari mahfil main tujhe apni dulhan bana dala Par thodi si gurbat ko dekh kar tum ne Mujhe beijjat aur badnam kar dala Maine hamesha tujhe pyar kiya hai Par tune khun ke aansu rula dala Tumhe rutha hua mahboob samjha tha main Par tune mujh se bewafai kar dala.

Comments

Popular posts from this blog