Nafrat Kabhi Na Karna

Nafrat Kabhi Na Karna Hum Se,
Ye hum Kabi na Seh Payein Gey,
Ek bar keh Dena humse k Zarorat Nahi Ab Tumhari
Hum Tumhari Duniya se Hans k Chalay Jaein Gey!

Comments

Popular posts from this blog